π² Food for the Poor
βBhookh sirf ek feeling nahi, ek sangharsh hai β jisme har plate, ek umeed hai.β
Har roz hazaaron log sirf is wajah se so jaate hain β bhookhe. Aur inmein sabse zyada takleef bacchon, buzurgon aur majboor mahilaon ko hoti hai.
Seva Drop NGO ka mission hai:
“Koi bhookha na soye.”
π Kyu Zaruri Hai Khana Dena?
- Gareebi ki wajah se 30% log din mein sirf 1 baar khana khate hain
- Slums aur rural areas mein kai bacche school sirf isliye nahi jaate kyunki unke paas khaane ko nahi hota
- Elderly aur disabled logon ke paas roz ka khana lena bhi mushkil hota hai
π Hamare Bhojan Seva Programs
1. One Meal = One Smile
π± βΉ50 = Ek garam aur nutritious meal (roti, sabzi, chawal, daal)
2. Weekly Community Feeding
π Har Sunday ko 500+ logo ke liye langar/meal drive in slum areas
3. Food Kit Distribution
π Ration kits for families (atta, chawal, daal, tel, masale)
πΈ βΉ500 = 1 family ka ek haftay ka rashan
4. Midnight Meals for Homeless
π Raat mein footpaths aur railway stations pe khana pahunchana
5. Festival Food Drives
π Eid, Diwali, Holi jaise tyoharon par special meals for needy families
π¬ Real Stories
β3 din se kuch nahi khaya tha. Jab plate mili, to aankhon mein aansu aa gaye.β
β Shabana, Delhi
βKhali pet padayi nahi hoti thi. Ab khana milta hai, to school bhi jata hoon.β
β Rinku, Age 10
β Aap Kaise Madad Kar Sakte Hain?
- πΉ βΉ50 = Ek vyakti ka bhojan
- πΉ βΉ100 = 2 logo ka poora meal
- πΉ βΉ500 = 1 family ka rashan
- πΉ βΉ5,000 = Community Langar (100+ logo ke liye)
- πΉ βΉ11,000+ = Sponsor Food Drive on Birthday/Anniversary