βBhookh sirf ek feeling nahi, ek sangharsh hai β jisme har plate, ek umeed hai.β
Har roz hazaaron log sirf is wajah se so jaate hain β bhookhe. Aur inmein sabse zyada takleef bacchon, buzurgon aur majboor mahilaon ko hoti hai.
Seva Drop NGO ka mission hai:
"Koi bhookha na soye."
π± βΉ50 = Ek garam aur nutritious meal (roti, sabzi, chawal, daal)
π Har Sunday ko 500+ logo ke liye langar/meal drive in slum areas
π Ration kits for families (atta, chawal, daal, tel, masale)
πΈ βΉ500 = 1 family ka ek haftay ka rashan
π Raat mein footpaths aur railway stations pe khana pahunchana
π Eid, Diwali, Holi jaise tyoharon par special meals for needy families
β3 din se kuch nahi khaya tha. Jab plate mili, to aankhon mein aansu aa gaye.β
β Shabana, Delhi
βKhali pet padayi nahi hoti thi. Ab khana milta hai, to school bhi jata hoon.β
β Rinku, Age 10